Kahanikavi

This is providing you poem, motivational poem, sayari,kahani or story for youth of India. If anyone suffering from depression they will feeling relax always.

Facebook SDK

test

Breaking

Post Top Ad

Your Ad Spot

Search This Blog

Tuesday, April 7, 2020

Kavita kosh|कविता |Hindi kavita

Kavita kosh|कविता |Hindi kavita
Kavita kosh|कविता |Hindi kavita

कविता क्या है? 

Ye kavita kosh aap sabhi ke man me ek utshah paida kar dege. Aur app ke andar kuch karne ke bhavana paida karege. Agar app bhi kisi cheej ko leke app paresan hai to ye app keeps paresani kam kar dege. App apni paresani ko bhul kar apna kam karenge. Kavita se app kisi keep bhi man me jagaha bana sakte hai. Kavita ke madhyam se hum apne Baton ko asani se rakh sakte hai. Kavita Hume jiven ke Kai moral dete hai vo bhi asan sabdo me. Kavita me kavi ke soch ka pata chalta hai. Jo jitna soch sakta hai utna he likh sakta hai. Hume kavita ke matlab ko samajhna chahiye na ke unhe padh ke bhul jana chahiye. Agar app ye sab bate apni jindage me utarenge ge to app ko safal hone se koi nahi rok sakta. Hume apne tharaf se puri kosis karne chahiye ke hum apni jindage me Kavita ke batto ko utare.

Hindi motivational kavita
Kavita kosh|कविता |Hindi kavita

जो दिया बुझ गया है मन में, उसे जलाना पडेगा
कदम थम गए जो उन्हें बडाना पडेगा
भले नफरत हो सबको आप से, उन्हें अपना बनाना पडेगा
जो लोग गलत सोचते हैं हमारे बारे में, उन्हें दिखाना पडेगा
जो रो रहे है राह में, उन्हें हसाना पडेगा
सफलता चाहिए तो, संघर्ष उठाना पडेगा
दिल ना माने अगर, फिर भी मनाना पडेगा
अगर तकलीफ़ हो पैरो में, फिर भी पाव बडाना पडेगा
भले तकलीफ हो सबको आप से, फिर भी सबको प्यार सीखाना पडेगा
जो दिया बुझ गया है मन में, उसे जलाना पडेगा
कदम थम गए जो उन्हें बडाना पडेगा

कविता का अर्थ 

Is kavita ka sidha sa matlab hai agar app ko apni jindage me safal hona hai to chae rasta kitna bhi kharab ho app kabhi piche nahi hatoge. Agar app kisi kam ko karte karte thuk jayenge to app ke Andra ek aag bhar dege jab tak app vo kaam purar nahi karenge tab tak santi se nahi baitoge.aur jo log tumahre bare me galaat sochte hai tum un sab ka much Band karva doge. Aur unke man me bhi apne liye pyar jaga doge. Jo koi bhi paresani ho uske hamesha madad karenge. Aur jo log ro rahe honge unko hasane ke kosis karenge. Agar app ko Aage badhne me taklif hoge to app log apni puri kosis karenge. Kavita ka sidha matlab hai ke hume kabhi haar nahi manni chahiye chahe kitna bhi paresani hamare samne aaye. Kavita ko acche thara se padne ke liye thank you.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot

Menu